

Ek naya sa
savera
Umeedon
ne ghera
Hum dono ka
thikana
Ab mil
gaya hai yahan
Raahon mein dhoop ho ya saaya
Mene toh tujhko hi paaya
Sapne tere, sapne mere Raaste ab
ek hue
Duniya chahe rok le humko
Hum dono saath chale
(saath chale, hooo)
Chhod de pichhli baatein
Roshan hain ab ye raatein
Haathon mein tera haath hai
Kaisa haseen ye saath hai
Manzil bhi humein pukare Khade hain hum aasmaan ke dware (aasmaan ke
dware)
Sapne tere, sapne mere Raaste
ab ek hue
Duniya chahe rok le humko
Hum dono saath chale (hum dono saath chale)
Saath chale... hum dono
Raaste ek hue (hmmm,
yeah)