

(aaahhh...) Khaamosh thhi
jo dastaan
Usko mili ik
naye zubaan
Tere naye
silsile se
Chaandani ka
noor ban ke
Mann ke aangan mein khile tum (khile tum...)
Sajda kiya
maine teri panaah mein
Paaya sukoon teri har ik nigaah mein
Ab saunp di
jaan maine (sanam...)
Roshan hui
har dabeer raah
Har dharakan
teri gawaah
(suno na...)
Sajda kiya
maine teri panaah mein
Paaya sukoon teri har ik nigaah mein
Ab saunp di
jaan maine (sanam...)
Tere naye
silsile se... (aaahhh...)