

Ek naya sa saaz ho tum
Dil ka meetha
raaz ho tum
Kahaani mein
teri humein likh lo na (humm-m-m)
Lamhe chura
ke naye
sajein
Saath hum tum
sada rahein
Kore panno pe
naam apna likh lo na (aa-haa)
Banna hai mujhe teri daastaan ka hissa
Humsafar ban ke
rahein har ek kissa
Saaye se tere
lipat ke soyein Saansein humari
ek jaisi khoyein
Geet ban ke tere labon pe aana hai
Bas wahin ab mera thikana hai
Kahaani mein teri humein likh lo na
Banna hai mujhe teri daastaan ka
hissa (aa-haa)
Humsafar ban ke rahein har
ek kissa
Ekaant mein... tere saath
hum... (humm-m-m)