

Khamosh hum
khamosh tum
Nazar se
nazar milti hai
Bina kahe
baatein sabhi
Dhadkan ye
samajhti hai
Ye aankhein
jo kehti hain
Labon pe
kahan aati hain
Mohabbat ki
ye khamoshiyaan
Har ek pal
behlaati hain
Ishaaron mein
baatein hui
Sitare
gawah ban gaye
Jo raste the
ab tak
judaa
Humara
pata ban
gaye (hummmm) (ooh)