

Tumse hi subah
meri
Tumse hi har shaam hai
Mera ye sara
jahan
Ab tumhare naam
hai
Ye zindagi
tumhari hai
Har khushi
tumhari hai (ooh)
Dil ki har
ek dhadkan Ab
tumhari hai
Phoolon ki jo khushbu hai
Taaron ki jo roshni
Maine sab saump di
Tumko apni zindagi
Ye zindagi
tumhari hai
Har khushi
tumhari hai (hmm)
Dil ki har
ek dhadkan Ab
tumhari hai
Ye zindagi
tumhari hai
Har khushi
tumhari hai (haan)
Dil ki har ek
dhadkan Ab tumhari hai
(tumhari hai...)