

(inquilab
zindabad)
Sarkarein aati jaati hain Par yeh mitti humari hai Har mod pe
danda khaya Ab ladne ki baari hai
Suno suno
yeh dastaan
Zulm ke khilaaf
khada jahaan (aazaadi!)
Inquilab ki raah pe chal pade
hain hum
Rok sako toh rok lo
na jhukenge yeh kadam!
Kitabein padhne aaye the Tumne hathiyar uthwa diye
Sach bola toh dushman
Aur dande barsa diye
Lathi se na darenge hum
Goli se na darenge hum
Suno tumhare zulam se
Ab nahi darenge hum!
Inquilab
ki raah pe chal pade
hain hum
Rok sako toh rok lo
na jhukenge yeh kadam!
Inquilab zindabad!
Inquilab zindabad!