

(azaadi...) Sadkon par utre hain desh ke sitare Tum dande barsao,
ye dabne nahi wale Tax ka paisa tumne rail par udaya Paper
leak karke mera saal gawayay Suno tum dilli ke darbar wale (suno!)
Inquilab ki lalkaar hum hain Suno dilli,
tumhara hisaab hum hain Maa baap ke ashko ka badla lenge
Haq hamara lekar rahenge
Kitne hi khwaab tumne mitti mein milaye
Maata pita ke khun-pasine gawaye Police ki lathi se na darenge ab
hum
Sach bolenge, chahe ghut jaye dam (ab nahi sehenge!)
Inquilab ki lalkaar hum hain Suno dilli,
tumhara hisaab hum hain Maa baap ke ashko ka badla lenge
Haq hamara lekar rahenge
Suno dilli... ab youth piche nahi hatega
(inquilab zindabad)